69 Comments

BELOW
  1. 24 May, 2008 06:44:42 AM Anunad

    बहुत अच्चा ! मुँह में पानी आ गया!

  2. 30 May, 2008 11:59:06 AM bhooshan jape

    aapki recipes se ghar ke khane ki yaad aa jati hai..aapki website browse karke hi muh mai pani aa jata hai.jai ho nisha maiya ki jai ho!

  3. 27 June, 2008 01:03:29 PM seema

    i used to raed almost every recipe posted by use n i m regular visitor of ur website after Holi.i tried this Lauki chila n it came delicious.

  4. 22 July, 2008 02:11:58 PM neelam

    halo nisha, mene saari dalen galati se 100 gm bhigon di paani mein ab kya cheela thik nahi banegawating for soon reply. i wil make that in the evening plzz reply before that if possible thanx

  5. 24 July, 2008 08:00:45 AM

    Hi,neelam the cheela must be very tasty.

  6. 24 July, 2008 08:37:21 PM neelam

    hi, cheeela came finaly good.. bt aapki taarif?

  7. 10 August, 2008 02:58:40 AM yogesh

    Its realy very good in test thanks a-lot for it.

  8. 24 February, 2009 02:33:28 PM Swati

    saree daale sath mein soak karake rakhani hain ki alag alag. Pleasse suggest kijiye
    निशा: स्वाति, सारी दालें एक साथ भिगोई जा सकती हैं.

  9. 28 February, 2009 07:13:08 PM deepmala

    its very nice.

  10. 04 March, 2009 04:38:30 PM Mrudula

    definately I will try this recipe on this weekend. Thanks Nisha

  11. 23 March, 2009 04:31:42 PM sao

    good.

  12. 11 April, 2009 04:01:12 PM shrilaxmi

    Nishaji par kya ye chile thode thande honeke bad krispi nahi rahte? pls reply
    निशा: श्रीलक्ष्मी, ठंडे हो कर ये चीले मुलायम हो जाते हैं.

  13. 12 April, 2009 10:00:15 AM mamtamaster

    ara bahot achha laga apki recepi sa mari problam solve ho gae . mara pati ko har roj tophar ma nasta chahiya to muja roj bahot soch na pad ta tha k kya banau par ab apna mari problam solve kar de hai thanku very much

  14. 14 April, 2009 12:21:18 PM amisha

    hi nisha iam verry happy apkireceepy se bahot kuch shikhne milta hay thanks

  15. 11 May, 2009 08:13:49 AM sayar

    hi Nisha this is very good recepi.plese tall me kids snacks and recepi.thanks

  16. 16 May, 2009 04:09:24 PM shuchi

    nisha ji kya non stick tawa par yeh cheela bana sakte hai pls answer a.s.a.p
    निशा: सुचि जी नान स्टिक तवे पर यह चीला बहुत अच्छा बनेगा.

  17. 25 May, 2009 12:08:11 PM meena

    baho he ache resipe hai me aaj ghar jakar banau ge vere gooooood recipe to nisha

  18. 01 July, 2009 05:04:47 AM vandana

    mere 2 queries hain:1) kya um cheela ko tawa par nahi bana sakte?kyonki normally hum sab cheela toh tawa par accahe se bana lete hain..koi khas reason kadhai main cheela banane ka?2)aapne yellow moong dal hi use ki hai na?
    निशा, वन्दना, आप चीला तवा पर बना सकती है. जी हां मूंग दाल ही है.

  19. 08 July, 2009 05:17:56 AM sunitas shukla

    lajawad recipes jo pahle kahin nahi dekhi na suni specially lauki mix daal chila kamaal ka swad

  20. 04 August, 2009 06:39:14 AM SUSHMA NEGI

    ek bar mene cheela banaya tha par wo pan se chipak gaya then what i do that condition. please suggest me.
    निशा: सुषमा, पैन को अच्छी तरह गरम होने दीजिये और उस पर तेल की हल्की परत लगाइये तब आप चीला बनाइये.

  21. 05 August, 2009 07:00:45 AM Ghazal

    Nisha ji! lagta hai ki cheela bahut achha hoga. lauki aur daal ki kitni moti parat pan me daalen ki dal ander se kachhi na lage? kya ise parathe ki tarah patla bana sakte hain?
    निशा: आप दोनों तरह से बनाइये, चीला अवश्य बन जायेंगे और बताइये कैसा लगा.

  22. 16 September, 2009 07:39:11 AM Mrudula Dh

    This recipes is very good..

  23. 19 October, 2009 11:13:50 AM anita

    main bhul ke dalonke saath chawal bhi bhigo diye ab kya hoga ? chila kaise banega
    निशा: अनीता, चावल के साथ भी चीले अच्छे ही बनेगें.

  24. 24 November, 2009 12:52:21 PM Achana

    Nisha JiChile bahut hi achhe bane.Ek request ye hai ki aap please kuchh aise recipes batayen jo ki main apne husband ko office me lunch ke liye de sakun. Please reply.
    निशा: अर्चना, लन्च के लिये तो पूरा खाना ही बना कर रखिये, लन्च में एक दाल या तरी वाली सब्जी और सूखी सब्जी ,रायता चपाती या परांठे .

  25. 08 December, 2009 09:34:18 AM shilpi gupta

    mere beta 3years ka hai.uske khne main bahut nakhre hai .mujhe samajh hi nahi aata ki uske liye kya banau.lekin jab se maine aapki recipes try ki meri sari tention khatham ho gayi.ab to tiffin bhi finish hoti hai aur next day naye recipes ki demand bhi .thank you very much nishaji.
    निशा: धन्यबाद शिल्पी.

  26. 11 December, 2009 07:41:59 AM niti

    Moong dal - Dhuli ya chilke wali? Urd dal - dhuli ya chilke wali?

  27. 15 December, 2009 12:36:15 AM niti

    Nishaji,mein yeh cheela banana chahtee hoon pur aap mere prashn ka jawaab hee nahin de raheen.Kya aap mujh se naraaz hein?
    निशा: निति, सारी दालें धुली हुई लेनी है.

  28. 17 December, 2009 02:04:10 PM niti

    Thanks a lot for ur reply.I tried the dish.It was very tasty.Thanks a ton.Just one doubt-When I grinded dals after draining all water.Although the grated lauki added its juice but still it was difficult to spread the cheela.Should we add some water to the paste?
    निशा: निति अगर मिश्रण गाड़ा तो पानी मिलाया जा सकता है.

  29. 09 February, 2010 03:34:19 AM manju

    hi,it is awesome.i like it as well nutrious

  30. 19 February, 2010 05:18:21 AM Shilpy Sharma

    nishaji kya aapki koi recepi book bhi aati hai? plz answer
    निशा; शिल्पी, मेरी रैसिपी बुक नहीं है.

  31. 20 March, 2010 08:29:22 AM nidhi mittal

    first of all to nisha ji very very thankyou. i want to ask the recipe of veg biryani. can u plzzz... tell me.thankyou once again.

  32. 03 April, 2010 06:29:44 AM anju

    mazj aa gaya

  33. 09 April, 2010 06:55:40 PM shraddha

    very very testy..........yummy

  34. 12 May, 2010 01:08:18 AM vedashree

    kya ap muze cones ki receipe bata sakti ho? jo ice cream cones hote he vo. use waffles bhi kahte he shayad

  35. 08 June, 2010 08:06:46 AM deepti Bhargava

    Nisha ji main aapki bahut badi fan humene aapko kai bar likha par koi reply nahi aaya. please mujhe reply kariye.Main apne sasural walo ko south indian dishes se khush karna chahti hu. apne IDDLI, DOSA SABAR BADA ye to bataya hai par kuchh sweet aur kuchh jaldi banne wale dish bataiye please reply
    निशा: दिप्ति मैं कोशिश करूगी.

  36. 20 July, 2010 09:40:53 AM neha garg

    Meine aaj morning mei breakfast mei try kia ye aur bahut hi acha bana.Mei bahut dino se kuch naya banane ka soch rahi thi aur ye mere ko aur mere husband dono ko hi bahut acha laga.Thanks a lot for the recipe.Mei apki site regularly check karti hun magar US mei rehne ki wajah se bahut sari try nahi kar paati kyunki yahan milti nahi hai asani se.

  37. 01 August, 2010 07:08:42 AM Prema

    can we use another Dal

  38. 15 August, 2010 09:31:40 AM anuradha

    nishaji , lauki is a good thing to be added what all we can mix as in vegetable to make it more nutircious
    निशा: अनु, न्यूट्रीसन के लिये तो आप कोई भी हरी सब्जी डाल कर चीला बना सकती हैं.

  39. 20 September, 2010 06:52:09 PM anju

    Nisha ji, jis receipi mein chitra mein dikhs kode nahin hota, us mein apni rai kaise batayen. Plz. answer at the earliest. Ek aur req. hai, plz. aap ghevar receipe bhi likhiye.
    निशा: घेवर रैसिपी तो लिखी हुई है.

  40. 21 September, 2010 07:29:36 PM deepika jain

    nisha ji plz baby food ke bare main bhi kuch bataiye.

  41. 21 September, 2010 08:57:27 PM anju

    Nisha ji, jawab dene ke liye thanks. Kintu aapne mere pehle question ka jawab nahin diya. Meine apki ghewar making vedeo dekha tha. lekin receipi bahut search karne par bhi nahin mili. Plz. batayen ki receipi kahan mil sakti hai. Meine apke bataye Momos & badam milk banaya mere elder son ko bahut pasand aya. Uske kehne par meine noodles soup ki site kholi lekin bahut wait karne par bhi nahin khuli. Ek aur bat jo bahut jaruri hai, aap mujh jaisi ladies ke liye bhagwan hain. Mein makhan nahin laga rahin hun, sach kahi rah rahi hun.

  42. 22 September, 2010 07:44:48 AM deepika jain

    nisha ji aapke bataye bhevar ko banya. ghar main sab ne bahut tareef ki. thanks to you. plz son-papri ki recipee bataiye.plzzz. aur baby food ke bare main bhi kuch bataiye.plzzzzzzzzzzzzzzzzz.answar me.

  43. 22 September, 2010 11:16:51 AM anju

    Nisha ji, aapke bataye ghever ki receipe mil gayi hai. Pehle nahin thi. Thanks for it. Mein jarur banaungi. Teenagers ke liye bhi kuchh likhiye. thanks again.

  44. 08 January, 2011 04:11:12 AM GAURI SUDARSHAN

    hi nishaji me har sunday aapke recepise kuch na kuch bana leti hu thank's hum dono husband wife job karte hai aapki recipse hamara sunday bahot hi aacha jata hai thank's for that.kuch baccho ki bi receipee digiye plzzzzzzzzzzzzz.mera beta 6month ka hai uske liye koi soop ya postik kana ho jisse uski sehat bane plzzzzzz reply me thank's
    निशा:
    गौरी, आपके लिये हमने शिशुयों के लिये आहार लेख में बच्चे के लिये बहुत सारे खाने लिख दिये हैं, आपको ये लेख देखकर खुशी होगी.

  45. 02 March, 2011 06:19:13 PM pal

    mere ex h abhi lakin me apki recipe next month jauar try karoge

  46. 02 April, 2011 12:55:46 PM jaya

    Kya is cheele ko besan ke saath bhi try kar sakte hain, matlan moong ki daal ki jagah besan use kar sakte hain?
    निशा:
    जया, आप बेसन के साथ भी लौकी चीला बना सकते हैं.

  47. 02 June, 2011 05:55:16 PM Nidhi

    I dont have a mixer. Can i make this cheela by mashing cooked dals and lauki. plz reply
    निशा:
    निधि, मिक्सी न होने पर, दाल सिल बट्टे से पीस कर चीले बनाये जाते हैं, दाल उबाल कर चीले नहीं बनेंगे.

  48. 04 June, 2011 05:49:19 PM meena

    i luv ur recipes....n this one is very delicious..

  49. 27 June, 2011 12:29:03 PM poonam

    very funny bahut testi hai

  50. 27 June, 2011 04:14:20 PM shobhna

    apki recipes bahut testy hoti hai......pls aap low calories ki recipies or add ker dijiye.......thank u so much nisha ji...

  51. 13 July, 2011 07:28:27 PM savita vanjani

    nisha ji kya har chile ke pehle jeera use karna hai
    निशा:
    सविता, जी हां, प्रत्येक चीले के लिये जीरा डालना है.

  52. 09 October, 2011 09:06:03 PM renu chandak

    yummmiiiieeee.. different test!!!

  53. 19 January, 2012 03:09:09 PM simi

    nisha ji maine kal raat ko dal bhigoi thi kya mai us dal ke chile ko dinner mai use kar sakti hu kya.
    निशा:
    सिमी, वैसे तो दाल को 4-5 घंटे ही भिगोया जाता है, लेकिन आप 24 घंटे भीगी दाल के चीले बना सकते हैं, अभी तो सर्दी के मौसम है तो इतनी जल्दी कुछ भी खराब नहीं होता है.

  54. 24 September, 2012 09:57:15 AM archana gupta

    baking powder ki jagah hum khane ka soda dal sakte hai?
    निशा: अर्चना, जी हां डाला जा सकता है.

  55. 28 September, 2012 09:52:22 AM archana gupta

    khane ka soda kitna dalna hai........mam...............bataiye?
    निशा: अर्चना, बेकिंग सोडा 1/2 छोटी चम्मच से कम डालिये.

  56. 02 October, 2012 10:40:54 AM babita

    vry tastyyyy cheelaaaaaaaaaa

  57. 15 March, 2013 07:22:24 PM priya singh

    wow socha na tha ki lauki se v itna tasty khana ban sakta hai......main kal subah hi nasta mein try karungi thnx..........

  58. 05 August, 2013 03:54:57 AM neelam sahare

    aapki recipe me try krti rhti hu .......jisme se ye recipe mujhe bahut pasand aayi ........this is easy to make and very testy....
    निशा: स्वाति, बहुत बहुत धन्यवाद.

  59. 03 October, 2013 12:28:08 AM poonam

    Nisha ayese recipes bataea jo bina oil ki ho or nutrition se bhri for dieting. Pls reply fast today

  60. 03 January, 2014 05:46:03 AM Renu

    Nisha g,,ye baking powder daalna zaruri hein kya.. iska use kya hein... and iske alawa aur kuch daal sakte kya...
    निशा: रेनू, थोड़ा सा बेकिंग पाउडर डालने से चीला एकदम फ्लपी बनता है, आप इसकी जगह बेकिंग सोडा और ईनो फ्रूट साल्ट भी डाल सकते है. बेकिंग सोडा डाल रहे हैं तो बेकिंग पाउडर से आधा डालें.

  61. 18 June, 2014 12:08:33 AM DOLI SHARMA

    BAHUT TESTY RECEPIES H

  62. 23 December, 2014 09:44:31 AM varsha

    bus ye bata do ki khane me test lane ki liye kya kare jisse ki khusbu bhi aye aur test bhi
    निशा: वर्षा जी, खुशबू के लिये सब्जी में मसाले को अच्छी तरह भूनें और हरा धनियां बाद में डालें. स्वाद के लिये सारी चीजें अपने स्वाद के अनुसार लें, खाने को पूरे मन से रुचि के साथ बनायें और प्रोपर तरीके से किचन में रहकर ही बनायें, खाना जलना नहीं चाहिये, बहुत अच्छा खाना बनेगा.

  63. 03 March, 2015 08:17:28 PM jyoti

    Nisha ji Baking soda aur baking powder alag alag hai ya ek hi naam hai ?

  64. 03 March, 2015 08:23:48 PM jyoti

    Haa pata chal gaya dono alag alag hai Thank... u

  65. 19 March, 2015 06:32:00 AM Deepa

    Hello mam, Mam kya mai Chana dal ke jagah tuar dal use Kar sakti hu...

  66. 21 June, 2015 10:09:38 PM deepika

    Your recipes r 2 good.........

  67. 07 March, 2017 08:13:33 PM Surbhi

    very tasty and awesome. I have no words to say thanks to you pls always give traditional and healthy receipes .thankyou so much
    निशा: सुरभि जी, आपका भी बहुत बहुत धन्यवाद. हमारी पूरी कोशिश रहेगी.

  68. 28 July, 2017 07:50:05 AM Rachna

    Hello mam, Your recipes help everyone whether it is a beginner or an expert in cooking.. Thank you so much for sharing the recipes for beginners like me.
    निशा: रचना जी, बहुत बहुत धन्यवाद और आभार.