33 Comments

BELOW
  1. 16 June, 2008 10:02:40 AM sharlin kaur

    aur sath me allo ke hing wali sabzi hoo namak aur haldi wali sirf :) mazza aa jata hai

  2. 30 April, 2009 02:36:56 PM RANI

    bahut aachha laga padkar good.

  3. 19 February, 2010 03:41:45 AM batul. k batiya

    ye recipe bahut pasnad aai bachho ko bhi achhi lagi ..............thankyou

  4. 13 April, 2010 07:49:38 AM pinki sharma

    palak panee or shahi paneer bhaut accha bana tnaks for you.

  5. 09 June, 2010 01:27:16 PM swadha

    nishaji abhi abhi puriya banayi lekin meri puriya fulli nahi kirpya karaan karaan batane ka kast kare. main apki abhari rahoongi swadha
    निशा: स्वाधा, आटे को अच्छी तरह मल मल कर गुथिये, गूथे हुए आटे को आधा घंटा के लिये ढककर रखिये, फिर से मलिये. तेल अच्छी तरह गरम कीजिये, लोई बनाकर गरम तेल में डालिये और करछी से दबाकर तलिये. पूरियां तलने में आग का महत्व पूर्ण स्थान है. तो अब आप समझ जायेंगी कि कमी कहां थी.

  6. 21 June, 2010 05:14:05 AM sunita

    nisha ji puri k liye soft aata banayege to wo crispy kaise hogi?or isme ajwain dal skte hai?party-function me jo puri banti hai...kya ye wahi hai?
    निशा: सुनीता,आटा पूरियों के लिये ज्यादा सख्त नहीं चपाती के आटे से थोड़ा सख्त और मसल मसल कर मुलायम किया जाता है, पार्टी की पूरियों से ये पूरी अधिक स्वादिष्ट बनेंगी.

  7. 21 June, 2010 04:43:56 PM sunita

    thanks ...apki sari recepies bhut tasty hai

  8. 14 September, 2010 10:57:23 AM sunita

    Dear M'am,In your recipies the +ive point is that the ingredients you used are easily available at home. Thanks for such a easy recipies with delicious taste. As regards, in paranthas and puri receipies, i want to know whether we can use ajwain in place of jeera. if not, why ?
    निशा: सुनीता, आप अजवायन डालिये, जीरा या अजवायजन या फिर दोनों कुछ भी डाल सकती है.

  9. 22 September, 2010 03:11:18 PM shashibansal

    gazab site hai aapki.sab kuchh hai kewal ek click par. bahut-bahut sadhuvad.

  10. 31 December, 2010 08:54:15 AM shobhika srivastava

    nishaji bazar me milne wala khasta jo dum aaloo ke sath khaya jata hai...woh kaise banayi jati hai....kya ye jo recipe hai wohi khasta ki bhi recipe hai..

  11. 31 December, 2010 09:20:07 AM shweta

    Hi,nisha ji me aapse ye janna chahti hu ki sankhe banate he to use bajar jesa banane ke liye kya karna chahiye.

  12. 06 October, 2011 01:01:40 PM bhavana

    Hi!nisha ji, I have made nariyal ki chatni from ur website ,it was so tastythanks,bhavana

  13. 15 January, 2012 04:49:25 PM akash

    why is there no video.
    निशा:
    आकाश, हम खस्ता पूरी का वीडियो जल्दी ही बनायेंगे.

  14. 06 February, 2012 04:29:15 AM Rajni Trehan

    I like all your recipes they are very delicious. Thanks a lot . Can u please send me some of your lemon pickle recipes and some of your soup recipes.
    निशा:
    रजनी, मैं कोशिश करूंगी.

  15. 23 July, 2012 06:05:26 PM sanpay42

    very testy lag ragraghi he

  16. 04 August, 2014 06:10:29 AM vaishali chavan

    Namaste aunty, puri ko kinaro se kaise bele, hamesha bich se hi bel paati hun plz bataye.. Apki bahot se puri ki recipes me kinare se belne ko kaha jata hai.
    निशा: वैशाली जी, पूरी को बेलते समय हाथ का प्रेशर किनारों पर रहे, ये बात ध्यान में रखते हुये थोड़ी सी प्रेक्टिस करेंगी, ये सब आप बड़ी आसानी से कर लेंगी.

  17. 16 August, 2014 09:07:47 PM vaishali chavan

    Namaste nishaji, mai ye janna chahti hun agar hum puri ke aate me moin zyaada daal de to kya ho sakta h. Plz rply m waiting.

  18. 01 October, 2014 09:11:27 AM Renu Singla

    Hi! Nisha Ji Aapki recipe padkar humne puri banai aur vo bahut hi acchi bani. Bacchon ko bhi bahut pasand aai. Thanks alot
    निशा: रेनू जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  19. 09 November, 2014 12:36:51 AM Varsha Sachan

    thanx for d recipie... i never thought dahi can make puri so mind blowing!
    निशा: वर्षा जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  20. 11 April, 2015 05:21:12 PM parv

    bahut achchhi jankari...mujhe aapaki site bahut achhi lagati hai

  21. 02 September, 2015 09:16:21 AM hina asif

    Nisha ji mene lachha prathha try kiya tha pr usme se to parat pkne ke baad gayab hi ho gyi aisa kyi?


    निशा: हिना जी, प्लीज परांठे के वीडियो को देखिये, परांठे को किस तरह फोल्ड किया है देखिये, और बनायें, परांठे में अच्छी परतें आयेंगी.

  22. 05 October, 2015 09:50:09 AM neha

    Nice one 

     

  23. 05 October, 2015 10:09:00 AM Neha

    puri ko khasta banane ke liye aate m soda bhi mix kr sakte h ky?  plz fast rply


    निशा: नेहा जी, पूरी के आटे में सोडा मिलाने की आवश्यकता नहीं है.

  24. 22 November, 2015 05:51:34 AM Mehnaaz

    Kya hum dahi ki jagha doodh nahi daal sakte

  25. 10 February, 2016 08:59:43 PM Sunny khurana

    पीठी वाली पूरी के साथ कलौंजी की चटनी कैसे बनाये

  26. 18 June, 2016 06:00:59 AM kamal verma

    Nisha ji aur other oil ka use bhi kr sakte h kyakya?
    निशा: कमल जी, कर सकते हैं.

  27. 13 July, 2016 04:47:30 PM bhavana


    निशा जी मै पूडियां बनाती हूँ पूलती तो हर बार हे मगर उन पर oil क्यो चढ जाता है; ?खाने का सोडा भी नही मिलाती़
    निशा: भावना जी, पूरियों को तेल से निकालते कलछी को कुछ समय कढा़ई के ऊपर ही रहने दें जिससे पूरी का सारा तेल कढा़ई में वापस चला जाए, तब पूरी को निकाल बास्केट में रखें, पूरी पर तेल नहीं चढेगा.

  28. 19 September, 2016 11:14:20 PM vibhakar tripathi

    Recipe me dalne ke liye gram rahta Hai wo humare samajh me nahi aatais liye matra kharab ho jaata hai iske liye sujhaw dijiye
    निशा: विभाकर जी, रेसिपी में इन्ग्रीडियेन्ट की मात्रा ग्राम और कप दोंनो में दी गई है, आपको जैसे भी आसानी होती हो उस तरह से चीजों को मापा जा सकता है.

  29. 20 October, 2016 04:23:38 AM akshita

    hello nisha ji. mai ye janna chahti hu ki jab maine puriyan bnai to wo fuli kyun nhi or na hi naram bni.
    निशा: अ़क्षिता जी, आटे को अच्छी तरह मल मल कर गूंथिए, गूथे हुए आटे को आधा घंटा के लिए ढककर रखिए, फिर से मलिए. तेल अच्छी तरह गरम कीजिए, लोई बनाकर गरम तेल में डालिए और करछी से दबाकर तलिए. आप अच्छी पूरियां बना पाएंगी.

  30. 24 October, 2016 06:36:40 PM priyanka jain

    Apki sb recepie achi h
    निशा: प्रियंका जी, धन्यवाद.

  31. 23 November, 2016 04:17:29 PM Preeti

    Hello mam.mam kya btayenge ki 30persons ki poori bnane me kitna ghee aur atta lgega
    निशा: प्रीती जी, लगभग 3-4 कि. आटा लग सकता है और इसमें 1-1.25 किग्रा घी यूज हो जायेगा.

  32. 27 December, 2016 07:02:32 PM Bharti gupta

    Achhii app h.
    निशा: भारती जी, धन्यवाद.

  33. 08 November, 2019 10:09:31 PM Shiv

    Puri banane par kadak nahi Hoti, hame kadak Puri pasand hai, naram Puri Mai oil bhar Jaya hai.

  34. 08 November, 2019 10:09:32 PM Shiv

    Puri banane par kadak nahi Hoti, hame kadak Puri pasand hai, naram Puri Mai oil bhar Jaya hai.