54 Comments

BELOW
  1. 04 June, 2008 04:10:38 AM Deepti

    Its looking gud

  2. 18 September, 2008 03:59:49 PM rupali agarwal

    its very tasty & delicious too.

  3. 24 May, 2009 09:03:58 PM

    bahut badhiya.

  4. 09 June, 2010 09:48:34 AM sneha mishra

    bahut badhiya hai isse meri cooking ki style badhi hai bahut bahut dhanyawad

  5. 16 September, 2010 05:35:16 PM anuj krishna

    kheer bahut hi banithanks for the receippe

  6. 16 November, 2010 06:16:40 AM Arvind Patil

    It's very tasty

  7. 27 September, 2011 07:31:55 PM Kakul Mohanty

    Namaste Nisha Ji Lauki ki kheer ko leke mere kuch sawal hai. Maine bahut si jagah padha tha ki isame sabudana ya cornflour dalna chahiye kya hum daal sakte hai??? Doosra sawal hai kya Kaddu(Pumpkin) ki bhi kheer banati hai ???
    निशा
    : काकुल, साबूदाना या कार्न फ्लोर डालना आवश्यक बिलकुल नहीं है, यदि आप ये चीजें डालना चाहती हैं तो डाल सकती हैं. कद्दू की भी खीर बनाई जा सकती है.

  8. 29 September, 2011 11:18:09 PM Kakul Mohanty

    Nisha Ji maine kaddu ki kheer banai ... Baas Lauki ki jagah kaddu dala.. Bahut achi bani thi .. Mere husband pahele jaan hi nahi paaye kis cheez ki kheer hai :) Apka bahut bahut dhanyavad.
    निशा:
    काकुल, मुझे बहुत खुशी हुई आपने कद्दू की खीर बना भी ली, धन्यवाद.

  9. 01 October, 2011 11:51:08 AM Banita

    Hello Nisha Ji,Nisha Ji,meine sheera recipe ka naam suna hai.Lekin mujhe bananna nahi aata.Please sheera banane ki recipe bheje.

  10. 06 February, 2012 03:59:49 PM Shiza khan

    Nisha Ji...ye kheer bahut hi tasty bani hai...thanks a lot for this recipe:)

  11. 19 August, 2012 10:30:11 AM juie

    nishaji, maine kisi pehchan wali aunty ko lauki ki kheer banate dekha tha fir maine khud jab try ki tab jab maine lauki mai dudh dala to wo fat gaya haa lekin haa maine lauki ko cooker me ya microwave me nahi pakaya tha, mera sawal ye hai kya usi karan dudh fat gaya or agar mai aise kaddu ko pressure cook karu or uska pani nichod du to kya usme sab nutrients waise hi rahenge?usme ke vitamins minerals pani ke sath beh nahi jayenge?
    निशा:
    जूई, वैसे लौकी से दूध तो फटता नहीं हैं, अगर लौकी का जूस निचोड़ कर उसे भून लें तो खीर का स्वाद अच्छा आता है, लौकी या कद्दू का जूस निकालने पर उसके मिनरल तो कम होंगे ही, लेकिन खीर इतनी स्वादिष्ट और हैल्दी होती है, मिनरल जो कम हो गये है उनकी चिन्ता मत कीजिये.

  12. 25 August, 2012 10:14:29 AM archana gupta

    Thanks nishaji, ye recipe to bahut acchi lag rahi hai mai aaj hi banaugi. par ap mujhe ye bataiye ki full cream milk kaise milta hai. please bataiye........
    निशा:
    अर्चना, भैस का दूध फुल क्रीम ही होता है, लेकिन दूध से क्रीम निकाल ली जाय तो दूध लो फैट हो जाता है, खीर के लिय फुल क्रीम दूध लें तो खीर ज्यादा स्वादिष्ट बनती है.

  13. 14 September, 2012 09:26:41 PM sweety

    heiio mam aaj maine kaddu ki kheer banai bahut achi bani sab ne bahut pasand ki thanks for good recipe aaj maina shahi paneer bhi try kiya tha bahut acha bana thanks
    निशा: स्वीटी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  14. 08 October, 2012 09:01:27 PM savita

    mam ye kheer kisi bhi vrat ya fast me khayi ja sakti hai kya?????
    निशा, जी हां अवश्य खाइये.

  15. 19 November, 2012 09:57:47 AM aarti sardar

    it's very tasty receippe

  16. 27 March, 2013 12:24:05 AM Komal

    Is kheer me lauki k sath thode bhige hue saabudane b use kr skte h!
    निशा: कोमल जी हां अवश्य किये जा सकते हैं.

  17. 12 July, 2013 01:52:59 AM geeta garg

    dear nisha ji, mai aapki kissi bhi recipe ki bahut badi fan hoon. jab bhi mujhe kuch banaanaa hota hai mai fataafat bina aapse pooche aapki help le leti hoon. mai apni beti ko bhi aapki web site ke baare mai bahut taareef ker chuki hoon. maine aapka vedio dekhker daal wali kachori banaayin they were very yummy and easy too. thanks a lot. mai yahi chaahoongi ki aap hamesha happy & healthy rahen. with respect geeta
    निशा: गीता, बहुत बहुत धन्यवाद.

  18. 28 July, 2013 10:01:15 AM firrdou shaik

    Nisha ji kya hum laki ko small peice ko kat kar ubaal kar mixer grind karle aur us paate ko hum dhood me daal sakte hai??
    निशा: फिरदो जी अगर आप को उस तरीके से मुश्किल लग रहा है तो एसे भी कर सकती हैं.

  19. 30 August, 2013 09:43:23 AM pallvi

    lauki ki kheer ki recpie ko follow krte hue maine kaddu ki kheer bnai ... Maja aa gya.. Thnks.. Waise bhi nisha g jb se meri marriage hui hai maine aapse hi sb bnana sikha hai..

  20. 07 October, 2013 04:21:04 AM seema

    thnx a lot aunty nisha ji :)

  21. 07 October, 2013 11:52:58 PM rekha

    Kheer ki recipe super thank uu nisha Ji.......rekha

  22. 12 October, 2013 01:35:46 AM rishita

    thanku nisha ji kheer ki recipe bata ne ke liye

  23. 24 October, 2013 08:15:48 AM Saroj Srivastava

    Nisha Ji mai social work se juri hu jisme garib bachho ko silai karhai, education, aur khana banana sikha rahi hu. Actually mai apke video ko dikha ke unhe nai recipie sikhana chahti hu. Kya aap apni recipie ki video mujhe mail kar sakti hai ya agar kahi sell ho rahi to bata de mai kharid lungi. Ye garib bachho ki madad hogi.
    निशा: सरोज जी मेरे सारे वीडियो तो फ्री हैं, इन्हैं आप यू ट्यूब पर कभी देख सकती हैं, बहुत बहुत धन्यवाद.

  24. 09 November, 2013 12:52:22 AM sanju gupta

    Kheer ki recipe super thank uu nisha Ji

  25. 30 March, 2014 10:27:24 AM tam

    Dadh means kya

  26. 02 April, 2014 09:54:57 AM Ravi Diwan

    His haji kya lauki ko fry karma zaroori hai?agar seedhe hi boiling doody mein daalenge to kya Farquhar hai
    निशा: रवि जी, सीधे दूध में लौकी डालकर खीर बना सकते हैं, लेकिन लौकी को भून कर बनाई गई खीर का स्वाद थोड़ा और अच्छा होता है.

  27. 06 April, 2014 10:27:03 PM monika

    Easy to cook and tasty to eat...

  28. 26 September, 2014 07:06:09 AM priya

    Nisha ji thanks for delicious recipes..u r doing such a great job.n mem me puchna chahti hu k jab mene ubalte dudh me Loki dali to kuch der bad dudh fat q gaya ??????plz men reply kha mujhse galti hue h

  29. 18 December, 2014 09:56:36 PM rupali bhawsar

    nisha ji muze cooking ka bhot shok h... or mene apki recipes k anusar hi khir bnayi jise sbne khai or sbko bahut psnd aai thanx nisha mem...
    निशा: रुपाली जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  30. 23 March, 2015 10:28:18 PM shikha bhatia

    hi nisha jimaine ye louki ki kheer banayi bahtu hi tasty bani or mere ghar me meri tarif bhi hui,maine kafi logo ko bataya apki is site ke bare me or kai logo ne bahut kuch sikha or sarha , thank you so much
    निशा: शिखा जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  31. 26 March, 2015 12:35:22 AM nishi sharma

    Nisha ji aapke dwara btaai gyi kheer maine bnayi bhot hi swadisht bni mere family members ko bhi pasand aayi.maine apne frnds ko bhi is site ke baare mei btaya sabhi ne aapki site ki taarif kri. Thank you so much
    निशा: निशि जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  32. 16 April, 2015 11:30:57 AM Leena

    Thank u nisha Ji maine lauki kheer banai bohot aachi bani hai thank u

  33. 31 May, 2015 07:32:41 AM Urvashi

    Whenever I make louki kheer milk gets curdled in it. Please suggest.

  34. 04 August, 2015 08:45:15 AM astha

    Nisha ji kya lauki ki kheer me amul taza milk use kar sakti hu

     


    निशा: आस्था जी हां अवश्य कर सकते हैं.

  35. 06 October, 2015 04:26:36 AM sarfraj husain

    its very tasty & delicious i m try these 

  36. 13 October, 2015 07:00:35 AM tanu

    Sooo  nice nisha ji

  37. 05 November, 2015 05:31:06 AM Dimpy

    Nisha ji me mostly aapke recipe ka follow karti hu . Mera questions ye hai ki mai do baar lockey ka kheer banane ki koishish ki hu par jab me lockey ko bhonne ke baad milk daalti hu to wo fatt jaata hai aeisa kyo
    निशा: डिंप्पी जी, वैसे लौकी से दूध तो फटता नहीं हैं, फिर भी आप लौकी को डालते समय कलछी से लगातार दूध को चलाते रहें जब तक उसमें उबाल न आ जाए.

  38. 13 November, 2015 08:55:24 PM kiran

    aapki recepi bahut acchi hai
    निशा: किरन जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  39. 23 November, 2015 02:49:56 AM ZOYA SHAIKH

    lovely recipe mam. Very simple tasty. I love ur all recipe. Thank you mam.
    निशा: जो़या जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  40. 27 December, 2015 09:12:51 PM Richa

    Mei jab bhi lauki li kheer banaati hu wo fat si jaati haiAap ne mujhy mummy ki tarah khana banana sikhaya,meine shaadi k pehle kabhi khana nahi banaya tha aur jarurat nahi pari,aur phir shadi k baad khana banana para jo aata hi nahi tha, but aap ki recipes hamesha saath rahi even sab kuch jo bhi thora mujhy aata hai aapki wajah se thnx bahut chota wrd hai but yahi hai jo aapko de sakti hu..........aap nahi hoti to mei kuch nahi kar pati
    निशा: वैसे लौकी से दूध तो फटता नहीं हैं, फिर भी आप लौकी को डालते समय कलछी से लगातार दूध को चलाते रहें जब तक उसमें उबाल न आ जाए. धन्यवाद.

  41. 31 January, 2016 02:22:03 AM Rounak

    Agar maba dena ho to kyse bnaye

  42. 19 March, 2016 07:17:47 PM Roshan

    Namste Nisha jee aap ki harek recipe aasan he or dusri kin chijo se kheer banti he to plz batana or thanks for recipe
    निशा: रोशन जी, मै अन्य रैसिपी भी डालने की कोशिश करूंगी, धन्यवाद.

  43. 24 August, 2016 10:08:29 PM deepak singh rauthan

    It's very tasty
    निशा: दीपक जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  44. 20 November, 2016 05:30:57 AM Anjali tripathi

    Aap ki recapi lauki ki kheer bahut acchi lagi
    निशा: अंजलि जी, धन्यवाद.

  45. 13 December, 2016 01:51:44 AM sangita kumari

    Av meine try nahi kiya Av Mei try karungi or btaungi keisi bnti h
    निशा: संगीता जी, मैं आशा करती हूं कि आपकी डिश अच्छी बने.

  46. 06 February, 2017 08:45:22 PM Pradnya bhalerao

    Can we use boiled ladki to make kheer
    निशा: प्रदन्या जी, हां, उबली हुई लौकी से भी खीर बना सकते हैं.

  47. 28 February, 2017 04:56:05 AM Shobhana agrawal

    Namaste Kya lauki ki kheer mein khajoor ka gor dal sakte hai?
    निशा:शोभना जी, लौकी की खीर में चीनी डाली जाती है लेकिन आप खज्रूर का गुड़ पसन्द करती है तो डाल सकती हैं.

  48. 21 March, 2017 09:12:57 PM Shivani malik

    Nice recipe
    निशा: शिवानी जी, धन्यवाद.

  49. 23 May, 2017 01:39:11 AM Radha Jha

    Mam,Maine apki di hui recipe ke anusaar hi lauki ki kheer banayi par doodh me lauki dalte hi doodh phat gaya.Kripaya upay btaaen jisse doodh na phate.
    निशा: राधा जी, लौकी से दूध तो फटता नहीं हैं. फिर भी आप लौकी को डालते समय कलछी से लगातार दूध को चलाते रहें जब तक उसमें उबाल न आ जाए. धन्यवाद.

  50. 30 June, 2017 01:19:19 AM Savita sharma

    Nishaji Loki ki kheer me dudh q fat jata h ..All time kheer banate time milk fat jata h .
    निशा: सविता जी, आप लौकी को डालते समय कलछी से लगातार दूध को चलाते रहें जब तक उसमें उबाल न आ जाए.

  51. 12 July, 2017 02:18:11 AM Dinesh kumar

    Milk me lauki dalne me ft jati h kabhi kabhi iska kya Karan h.
    निशा: दिनेश जी, वैसे लौकी से दूध तो फटता नहीं हैं, लौकी अच्छी न हो या कड़वी हो तो ऎसा हो सकता है. आप लौकी को डालते समय कलछी से लगातार दूध को चलाते रहें जब तक उसमें उबाल न आ जाए.

  52. 28 July, 2017 03:34:09 AM Jyoti

    very easy resepie
    निशा: ज्योती जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  53. 23 September, 2017 11:33:49 AM aarfa khan

    Thank for that it's my help for cooking.
    निशा: आरफ जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  54. 11 December, 2017 10:07:03 PM Nèèdà

    Nice resipie
    निशा: निदा जी, बहुत बहुत धन्यवाद.