5 Comments

BELOW
  1. 30 October, 2017 12:57:45 AM Anshul Bajaj

    palak ke parathe mere to favorite hai Nishaji aur apne to ise aloo ke sath banakar aur bhi vadiya swad de daala. kal hi mummy ko bolunga tiffin ke liye pack kare.
    निशा: अंशुल जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  2. 30 October, 2017 12:58:52 AM Anshika Narayana

    Nisha Aunty kya palak ko atte mein hi goonthakar parate bana sakte hai. Isme to bahut time lag jayega aur mere se stuffed parathe achche nahgi bante.
    निशा: अंशिका जी, बिलकुल आप ऎसे भी परांठे बना कर तैयार कर सकते हैं.

  3. 21 November, 2017 01:47:16 AM Shaily Jain

    Thanks Nisha Ji, mene aise hi banaye aur bahut achhe bane, sabne tarif ki, I am a big fan of your recipes. Keep posted. Thanks.
    निशा: शैली जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  4. 07 December, 2017 09:06:57 PM Ekta

    Aloo bathua ka paratha recipe video plz
    निशा: एकता जी, आप इसी तरह पालक के बदले बथुआ डाल कर आलू बथुआ परांठा भी बना सकती हैं.

  5. 18 December, 2017 01:22:07 AM LEENA SHAHANE

    VERY HEALTHY RECEPE
    निशा: लीना जी, बहुत बहुत धन्यवाद.