9 Comments

BELOW
  1. 12 August, 2017 04:45:38 PM Anvesha Banerjee

    Arey wah ye to aloo parathe ka quick version hai. Mere husband ko aloo parathe bahut pasand hai. Stuffed [artatho mei bada samay lagata hai. Mai is bar se yahi parathe banaugi.
    निशा: बहुत बहुत धन्यवाद.

  2. 12 August, 2017 04:47:30 PM Rohan Sharma

    Apne to hum hostel friends ki mushkil hi asan kar di Nishaji. Styffed parathe hum me i se koi sahi nahi bana pata. Par aloo ke parathe ke itne shaukeen hai ki banaye bina raha jata. Mai to is bar isi tarah aloo parathe banaunga.
    निशा; रोहन जी, आप ये रेसिपी बनाएं और अपने अनुभव हमारे साथ जरूर शेयर कीजिएगा. धन्यवाद.

  3. 15 August, 2017 12:39:53 AM Nargis

    Instant and good
    निशा: नरगिस जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  4. 17 August, 2017 05:22:17 AM Nitendra khirwar

    Nishaji,aloo ke sath kya matar bhi dal sakte hain ya iske alava kuch paneer vagarah bhi use kar sakte hain.
    निशा: नितेंद्र जी, आप अपने स्वादानुसर बदलाव करके देख सकते हैं.

  5. 17 August, 2017 09:01:05 AM Kunal

    Nisha aunty Ji yeh parathe bohat jyada tasty hai or apki baki sari recipe bhi hai bohat achi hai very nice I love it.
    निशा: कुनाल जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  6. 22 August, 2017 01:27:22 AM Sangeeta Luthra

    I like your style of cooking as well as you Nishaji.Sangeeta
    निशा: संगीता जी बहुत बहुत धन्यवाद.

  7. 09 October, 2017 11:50:43 PM sonakshi

    nisha ji..aaloo ko kitna boil krna h jyada boil krne pr ye fatne lgte h
    निशा: सोनाक्षी जी, आलू को धोकर कुकर में डालें, पानी आलू का 3/4 भाग डूबने तक डालें, एक सीटी आने के बाद, धीमी गैस पर 1-2 मिनिट तक उबालें, और फिर कुकर का प्रेशर खतम होने तक आलू को कुकर में ही रहने दें, आलू अच्छे उबल कर तैयार हो जायेंगे

  8. 26 December, 2017 07:02:20 AM moni mg

    good recipee nycccgood
    निशा: मौनी जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  9. 13 August, 2019 09:57:58 AM kapil

    thanks apny jo artical likha hai