27 Comments

BELOW
  1. 16 June, 2008 09:58:43 AM sharlin kaur

    sardi me gami ka ehsaas.

  2. 17 July, 2008 02:07:11 PM PREETI CAPOOR

    APKI SARI HI RECIPES BAHUT JENUINE HAI, HAR RECIPE APNE DETAIL MEIN BATAI HAI.AUR BILKUL SATEEK.I am proud of u both.Thanks to u both just keep it up

  3. 22 November, 2008 04:10:17 PM sony bharti

    i want to say one thing this site is best .bcoz all the recipes are in hindi this is the best thing in ur website.

  4. 05 January, 2009 04:01:20 PM SOHINI PALSANAWALA

    MUJE AAPKI SARI RECIPES BAHUT HI PASAND HAI.KYA AAP ISME CHINESE RECIPES DE SAKTE HAI PLEASE?

  5. 11 May, 2009 11:39:26 PM sejal

    nisha ji ye bathua palak ko hi kehte hain?
    निशा: सेजल, पालक और बथुआ अलग अलग हैं, सब्जी वाले को बोल कर ले लीजिये, लेकिन बथुआ सर्दी के मोसम में ही मिलता है.

  6. 10 October, 2009 07:54:37 PM pooja rastogi

    ye bathua India mai hi milta hai ya USA/UK mai bhi milta hai .aur agar milta hai to kis nam se milta hai.

  7. 28 December, 2009 05:21:06 AM sonika

    agar bathua ke saath boiled aloo bhi mix kare jaaye toh paarathae aur tasty baanagae.

  8. 28 December, 2009 05:28:04 AM sonika

    buthae ke parathaye 1 aur tarikae se baanaye ja sakte hai pehle buthaa saaf kar le phir usme thoda paani dal kar cooker mai 1 sitti laagakar boil kar le phir thanda kar ke uska paani nichod kar mixer mai pees le phir is mai boiled aloo milakar usme namak mirch dal kar parathe bannaye. ye paarathae bahut tasti bannte hai.

  9. 13 October, 2010 04:54:15 PM arvinder kaur

    i feel good because of these recipes i make good food and my family like food more

  10. 20 October, 2010 05:16:36 AM Shilpi

    A tip: Serve bathua paratha with amla dal or any citrus veg. or fruit recipe, this would ensure our body absorbs all the iron, calcium and nutritious goodness of bathua.Thanks.

  11. 16 March, 2011 10:29:21 PM poonam rai

    aapki help se hamne testy paratha banana sikha.thanks for the recipe
    निशा:
    पूनम, धन्यवाद.

  12. 18 November, 2011 11:42:59 PM MEHA

    YOUR RECIPES IS VERY GOOD

  13. 21 December, 2012 07:03:07 PM Vani Naidu

    Nishaji, aapki recipe hit thi. parathe bohat acche bane. itni acchi aur saral recipe share karne ka aapko bohat bohat dhanyawaad. aise acche recipe share karte rahiye. Vani.
    निशा: वानी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  14. 02 January, 2014 04:41:31 AM Ratna Rammurthy

    its beautiful and healthy

  15. 16 January, 2014 06:54:12 AM Dr B.B.Gupta,M.D

    Dear Nisha,I lost my mother 14 yrs back . but i still remember her Allo bathua paranthas. I used to eat 4 big ones made by her hands in my youth days. today at 54 i can hardly eat one. but still i love the taste.she trained me to make them .your receipe is same as hers. she use to mix boiled aloos and bathua along with masalas in wheat and gram flour and knead them all to make paranthas . Tomorrow i am going to enjoy them in my breakfast with slightly altered instructions to our maid from your receipe.
    निशा: डा.जी, मैं सोच सकती हूँ, इस थोड़े से चेन्ज ने परांठे को और भी अधिक स्वादिष्ट बना दिया है, बहुत बहुत धन्यवाद.

  16. 14 July, 2014 07:17:26 PM mamata mane

    hi nishaji tumachya sarv recipe khup chhan aahet. mazi bacchye company palebhazya khat nahit. parathachya ya recipe mule mi tyna palebhazya khau ghalu shakte. thanx to you. BEST OF YOU.
    निशा: ममता, बहुत बहुत धन्यवाद.

  17. 22 January, 2015 11:18:34 AM Arun

    Nisha ji very nice website.i would like to subscribe.thank you,Arun khanna,new delhi
    निशा: अरुन जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  18. 20 March, 2015 04:18:03 AM sonal rawat

    thanks for lovely recipe

  19. 14 July, 2015 12:21:49 AM महाबीर प्रशाद

    क्या बथुऐ को काट कर उसमें मसाला मिलाकर आटे की पेड़ी में भर कर (बिना बथुऐ को पकाए अर्थात कचे को) भी परांनठा बनाया जा सकता है ?


    निशा: महाबीर जी, आप इस तरह परांठा बना सकते हैं लेकिन आसान तरीका है कि बारीक कटे बथुए को आटे में मिलायें, मसाले भी डालें और परांठे बनायें बहुत अच्छे परांठे बनेंगे.

  20. 27 November, 2015 08:22:58 PM pankaj

    main job ke karan apne pariwar se door rehta hu lekin aap ke khane ki recipe dekh dekh kar lagbhag har tarah ka khana banana sikh gaya hu aur ab main apna khana khud banata hu aur hame bahar ka khana khane ki jarurat nhi padtijab ghar jata hu to maa aur wife ko bhi bna kar khilata hu aur wo log bolne lage hai ki main to complete cook ban gaya hu pankaj lucknow
    निशा: पंकज जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  21. 05 January, 2016 04:23:36 AM himanshi singh

    mujhe really me apki receipe se bhaut help milti h.thanks a lot .mujhe jab bhi kuch banana hota h thn m apki help se hi banati hu.
    निशा: हिमान्शु जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  22. 15 January, 2017 10:23:30 AM palak mishra

    nisha ji thanku soo much aap itni auchii tarah s sb kuch banane ka tarika batati h mein apne sasural me jb bhi kuch banati hu to 1st apni mumma ko call karti hu aur agar unhone nhi uthaya to bs aaapko dhoond le ti hu u r my 2nd mom warna to sasural me aucha auchaa kisi ko nhi bana k khila pati thanks a lot
    निशा: पलक जी, अपना अनुभव शेयर करने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद.

  23. 15 January, 2017 10:26:31 AM palaj mishra

    nisha ji kya aap hm log aate me gooth k bathua k parathe nhi bana sakte actually usko bailne me thoda sa aaram rahega
    निशा: पलाज जी, आप ऎसे भी परांठे बना सकते हैं.

  24. 24 January, 2017 08:17:17 PM Ahmad

    Your all recipes are the best.
    निशा: अहमद जी, धन्यवाद.

  25. 28 January, 2017 05:18:22 PM Balkrishna shukla

    NISHA ji namaste mai apne gharwalo se dur rahta hu isliye jab bhi kuch ghar jaisa item khane ka man karta hai aapki respi dekh kar vana leta hu, ab to bahar ka khana bilkul like nahi karta aapki batai gai bidhi se khana wanana bhi siekh gaya hu, aur ma kahti hai pahle se jyada mota ho gya hu.so thank you very much nisha ji.
    निशा: बालकृ्ष्णा जी, अपना अनुभव शेयर करने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद.

  26. 14 December, 2017 10:10:36 PM Anjali Bhasin

    Love your recipes,Nisha mam.. especially because we are pure vegetarians(non-onion, garlic) and you provide a delicious assortment of vegetarian recipes..Thank you
    निशा: अंजली जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  27. 08 January, 2018 04:03:31 PM Soniya singh

    Apke btane ka trika bhut hi Accha h .Koi bhi apni recipes asaani se bna skta h. Mene aj prathe me Jo choti choti kmi rh jaati thi use sikha h. Thanks.
    निशा: सोनिया जी, बहुत बहुत धन्यवाद एव आभार.