9 Comments

BELOW
  1. 28 November, 2014 10:02:23 AM Rani sahu

    Imarti recipe btai
    निशा: रानी जी हां मैं कोशिश करती हूँ.

  2. 03 December, 2014 05:03:43 AM Qamar khan

    Nisha ji dosa chipak jaata hai aisa kyu????;

  3. 04 December, 2014 02:33:27 AM rupali

    nishaji,meri mummy bhi isi Trah paranthe Banat hai
    निशा: रुपाली जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  4. 05 December, 2014 09:43:58 PM sangeeta

    thank u mam for recipe.Maine ye paranthe banaye.bahut hi tasty bane aur recipe bhi kaafi aasaan thi
    निशा: संगीता जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  5. 27 December, 2014 01:56:09 AM shruti singh

    mam thanks for you aapki batai hui recipe matlab ki makke ke aaloo bhare parathe maine ghar pe banaye sabko bahut testy lage madam aise he saral recipe bheja kariye jo banane main aasan ho
    निशा: श्रुति जी, मेरी कोशिश रहती है, कि मेरी रेसिपी आसानी से बन सकें.

  6. 11 January, 2015 09:57:41 AM Shyam Hardaha, Nagpur, Maharastra.INDIA

    Sach Madam Maja aa gaya. Aaapko aour aapke is website ko kotisah Sadhuwad.
    निशा: श्याम जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  7. 02 February, 2015 09:38:47 AM ragini mhatre

    Hum make ka ata aur gehu ata aubale alu dalakarsab cheeje mix karke maka ALU mix paratha bana sakate hai kya?
    निशा: रागिनी जी हां अवश्य बना सकते हैं.

  8. 10 February, 2015 03:40:04 AM meenal pawar

    Nishaji mere father in law ko parathe baht pas and aaye WO mujhse naraj the PR parathe kha kr he is very happy thanku so much.
    निशा: मीनल जी, बहुत बहुत धन्यवाद.

  9. 05 March, 2015 01:50:50 AM kiran amrute

    Hiiiii Nishaji apko bahut bada wala thanks jo aap itni achhi recipes batati hai maine aapse bahut sara sikha hai aur bahut sikhana hai thanks thanks thank and aur bahut sara pyar.