135 Comments

0-10 यहाँ कमेंट लिखिए
  1. 11 August, 2012 02:23:37 PM Aarti

    corn floar matlab kya hota he??
    निशा: कार्न फ्लोर कार्न का स्टार्च होता है और यह किराना स्टोर्स में मिल जाता है.

  2. 12 August, 2012 02:59:53 PM Tamanna

    Aarti ji makai ke aate ko cornflour kahate hain.

  3. 12 August, 2012 04:20:24 PM manisha jha

    cabbage ka manchurian kaise banata hai plzzz mujhe bata dijie on this email id..........jhamanisha229@gmail.com
    निशा: मनीषा मैं जल्दी ही कोशिश करूंगी

  4. 12 August, 2012 08:27:02 PM khushboo

    फूल गोभी को फ्लोरेट करके means

  5. 12 August, 2012 11:44:35 PM Seema

    Makai ke aate ko Maize flour kehte hain. Cornflour white color ka hota hai aur kisi bhi shop mein aaraam se milta hai. It is used to thicken any gravy.

  6. 12 August, 2012 11:46:04 PM Seema

    Floret matlab chhote chhote tukre karna

  7. 13 August, 2012 09:08:35 AM Dhela

    Makai ke daane nikal ke us pe high fructose corn syrup daalen aur use roz 6-8 ghante dhoop me sukhayen, aisa 2 maheene karen , fir Chakki me pees len peesne ke baad jo mile usko corn flour samajh kar recipe me daalen

  8. 13 August, 2012 09:19:33 AM Dhela

    jaise genda ka fool hota hai na ( sasural genda fool wala genda) aathwa gulab ka fool samajh lijiye gulab jitna bada fool gobhi me se nikalne ko florete kahte hain , jyada chhota tukra nat kijiyega kaddu kas me waise jyada chhota tukra kar sakti hain

  9. 14 August, 2012 11:25:43 PM Priyanka

    Cornfloor agar bahut thosa sa use karna ho to ap maida hi use kar sakte hain, cornfloor aur maida me jyada difference nahi hota

  10. 16 August, 2012 02:02:38 PM Ratna Shekhar

    Nice! i will try a hand on this.Tks for good dish.