22 Comments

0-10 यहाँ कमेंट लिखिए
  1. 24 February, 2011 10:12:06 AM leena

    thanksssssssssssssssss mam maine kamal kakdi khayi hai lekin kabhi banayi nahi hai, ab apke tarike se try karungi, thank u once again.

  2. 25 February, 2011 11:06:50 AM anju gupta

    Nisha ji, hamare yahan kamal kakri nahin khayi jati hai, lekin meine ek magazine mein kamal kakri ke cutlet ki recepi dekhi thi aur banane ke liye try kiya but paste mein pura lace ho gaya jaise bhindi mein hota hai. jab tak mera yeh doubt clear nahin hoga mein yah sabji try nahin kar payungi.
    निशा: अंजू, हमारे यहां भी कमल ककड़ी नहीं खायी जाती, लेकिन जब हमने ये सब्जी बनाकर खाई तो अच्छी लगी. आप बिलकुल ठीक बता रही हैं इसमें लेस होता है, लेकिन कमल ककड़ी इस तरह बनाने से लेस पता ही नहीं लगता.

  3. 25 February, 2011 12:43:41 PM sonia

    Hi Nisha ji,main apki website ki regular viewer hu. aur maine apki recipes se bahut kuch sikha hai. bahut he lajwab hain apki recipes. bahut maza aata hai banane mai. PLZ MUSHROOM KI RECIPES BHI LIKHIE . Main wait karungi.

  4. 25 February, 2011 05:26:38 PM mann parnami

    plz manchurian recipy bataiye na & chilli paneer

  5. 25 February, 2011 11:20:42 PM aane

    nishaji, mujhe pahle khanana banana nahi aata tha. lekin jab se aap ki recipes padhi hai tab se savad kanana banane lag gayee hu. ab sub mere khane ki tarif karte hai. all credit goes only to nishaji .thank you & keep writing

  6. 28 September, 2011 03:18:38 PM archana

    nisha ji me jab bhi yeh sabji banati hu to sabji khadi khadi rehti hai chahe me cooker me kitni bhi seeti laga lu.aesa kyun hota hai.. pls bataiye.
    निशा: अर्चना, कमल ककड़ी एक दम ताजा हो तो वे नरम हो जाती है, 1-2 दिन रखने के बाद ये इसी तरह की बनती हैं.

  7. 11 November, 2011 09:27:46 PM aayushi

    di...agar, hum kamal kakdi ko ubalne ke baad, 10 minit nonstick mai fry kare ro iska taste bahut jyaada achha ho jata hai...actully its my fav sabji...
    निशा:
    आयुशि, धन्यवाद.

  8. 06 March, 2012 01:40:13 AM prem

    mja aa jayega

  9. 01 May, 2012 11:15:25 AM shruti

    Dear mammam some people add besan in kamal kakdi to increase the taste..and use fried kamal kakdi.can we try that??
    निशा:
    श्रुति, जी हाँ, आप अवश्य बनाइये, एक ही सब्जी को कई प्रकार से बनाया जाता है, और हर तरीके का अलग स्वाद होता है, धन्यवाद.

  10. 03 August, 2012 03:18:39 PM Ravi

    Paneer Pasinda kaise banti hai? Please batayen............. Thanks.
    निशा: धन्यवाद, मैं कोशिश करूंगी