61 Comments

0-10 यहाँ कमेंट लिखिए
  1. 20 August, 2010 09:16:48 AM asha tekchandani

    Hello, Nishaji ,NamaskarPlease batayein ki poha ko pahley dho kar sukha kar phir talna hai kya. aur kya isko microwave mein kum oil mein fry kar saktey hainThanks
    निशा: आशा, पोहा सूखा ही डीप फ्राई करना है, यह माइक्रोवेव में नहीं तला जा सकता.

  2. 20 August, 2010 11:16:52 AM renu

    nisha ji please yeh bataye ki inko deep fry karna hai aur bina bhigyo aur dhoye hi talna hai kya thank
    निशा: रेनू, सूखे पोहे को डीप फ्राई ही करना है.

  3. 21 August, 2010 11:31:43 AM Deepti Aggarwal

    Bahut hi badiyaa mein jaldi hi banaayungithanku nisha jinisha ji mujhe papad ki subji ki receipe chahiye plz bataayeigaa ...

  4. 22 August, 2010 06:28:27 PM jyoti maurya

    nisha ji mujhe tarah tarah ke sauce banane ki recipe bataiye plz.......

  5. 24 August, 2010 03:34:26 PM sunita

    Nisha Ji,aapne panner ki sabhi recipe bataye hai.lakin hum bahut dino se panner butter masala aur kaju kari ki recipe ka wait kar rahe hai.bahut sare log yeh recipe janana chate hai so please inhe jaldi se bataane ki karpa kare.

  6. 30 August, 2010 05:06:22 PM rakhi

    nishaji please mujhe nariyal ke laduu ki sahi sahi recipe batane ki karpa kare.

  7. 30 August, 2010 09:58:18 PM Vandna

    Nisha ji . yeh namkin maine try ki and sabko bahut hi pasand aayi .:) Thanks .Nisha ji janmastami ke shubh avasr per cholai / rajgiri ke laddo banane ki receipe batiye pls.

  8. 31 August, 2010 01:04:57 PM anju

    nishaji mebhi ghar me adhiktar bacho ke liy poha bnati hu par fried pohe me jyadatar sadi phooliya dal deti hu jises bacho ko bhahut pasand bhi aati hai.yeh bhi try karun gi.

  9. 20 September, 2010 11:59:37 AM Dr Manisha

    Hi Nisha Jiplease ghar par chat masala banane ki bidhi batayen.
    निशा: मनीषा जी आप "मसाले" कालम में ये रैसिपी देख सकती हैं.

  10. 12 November, 2010 06:00:45 PM shashi

    Dear Nisha Ji,Thanks for your so wonderful n easy receipes. Can u pl tell me receipe of roasted Poha and also which poha should I buy (patla or mota)Thanks,Shashi